Dant ho ya darh ka dard buhat hi takleef hoti hai thanda garam lagna chees parhna ya pher kamzori se dard hona ye sb waja ka ek hi hal main aj is video main lai hun is video main majood apko dikhaya jaye ga k kis tarhan se ap ek paste ghar ki chezon se lia gaya saman ko ham kis tarhn se dard se chutkara hasil karen gy ap k kichen main majood kuch chezain hamary is dard ko dor karne main behad faida mand hoi hai ye mene pehly khud azmaya pher share kia hai ye suni sunai bat nahi hai hal hi main mere danto main dard hogaya tha mene ye use kia Alhmdullah ab bilkul thek hai jesy kabi dard hoa hi na ho zyada sakht chezain jo kha lety hain ham to dard paida hota hai inshallah zaror thek hoga watch this video for details Thank you